August 15, 2012

Bebas Jawaani :7

Virendra Saxena ka bungla 2 manzil tha jiski upar ki manzil khali padi hui thi.neeche ki manzil me kadam rakhte hi 1 bada sa drawing cum dining hall tha,dining table ke peechhe lage sheeshe ke darwaze se ghar ke peechhe bana lawn nazar aata tha.hall se baye mud 1 chhota galiyara tha jiske shuru me hi kitchen tha.galiyara paar karne pe virendra ji ka kamra tha & uske sath wala kamra guest room Reema ko diya gaya tha.hall se dahine mudne pe usi tarah ka galiyara tha jiske ant me 3 kamre the jisme se 1 shekhar ka tha.

virendra ji ke kamre ko kamra na kah ke hall kahe to behtar hoga.us hall ke 1 kone me Sumitra ji ka bed laga tha & uske paas 1 mez & 2 chairs rakhi thi.1 parde se hall ko 2 hisse me baanta gaya tha.sumitra ji wala hissa kamre ki 1 chauthai jagah me tha,baki hisse me beecho beech 1 king size bed tha jiske bagal me 1 aaram kursi lagi thi.us bed ki doosri or 1 wall cabinet tha jisme 1 tv,dvd player,music system & kuchh sajawat ki cheeze rakhi thi.

reema ko yaha aaye 15 din ho gaye the & darshan se uski achhi banane lagi thi,"beti,vo pichhli nurse thi na,ya to phone pe lagi rahti thi ya filmi kitaaben padhti tehti thi,malkin ki dekh-bhal to jaise bas naam ke liye karti thi,isiliye jab tum aayi to maine socha ki tum bhi usi ke jaisi hogi.par main kitna galat tha."

reema kitchen me darshan ke sath lagi kuchh bana rahi thi.sumitra ji ko doctor ne 1 diet chart diya tha jise aaj tak sab log aankh munde follow karte chale a rahe the.idhar vo bahut kam khan lagi thi & reema samajh gayi thi ki unhe roz vahi khana kha ke uktahat ho gayi hai so usne aaj unke liye kuchh alag banane ki sochi.

bangalore se aane ke baad jab reema ka pehli baar apni saas se samna hua to unki aankho se aansoo jharne lage the par zuban vaise hi khamosh rahi.reema ki bhi aankhe bhar aayi thi.jab paas jaa ke unke sar pe hath ferte hue vo unke gale lagi tab ja ke unhe thoda sukun mila.

"ye to taiyyar ho gaya,dadda.main maa ji ko khilake aati hu,fir hum dono sath me khayenge."

"thik hai,bitiya."

dopahar ke 2:30 baj rahe the.virendra ji roz 2 baje daftar se ghar lunch ke liye aate the.reema jaanbujh kar is waqt apni saas ke kaamo me lagi rehti taki apne sasur se uska saamna na ho.vo us ke sath aise pesh aate the jaise ki vo hai hi nahi.shayad hi kabhi vo us se baat karte the,agar zarurat padti to darshan ke zariye kehalwate.

saas ko khilate hue reema ke kano me dining area me ho rahi baatcheet ki aavaz aa rahi thi.

"vaah,darshan aaj to sabzi badi achhi banayi hai."

"ye daad reema beti ko dijiye,malik.usi ne banayi hai."

us ke baad khamoshi chha gayi.

thodi der baad virendra ji kamre me dakhil hue,"aaj tumne bhi khana banaya tha?"

"ji.",reema ne 1 chmcha apni saas ke munh me diya.

"tum sumitra ki nurse ho & vahi raho to achha hai,uski bahu banane ki koshish nahi karo."

gusse se reema ka chehra tamtama gaya par jab tak vo kuchh jawab deti uske sasur bahar chale gaye the.

-------------------------------------------------------------------------------

usi raat Shekhar aaya.aate hi usne darshan ke pair chhue,"jeete raho,bhaiyya.agar is baar bhi 2 dino ke liye aaye ho to kisi hotel me chale jao."

"nahi dadda,is baar to 20 dino ke liye aaya hu,par beech-2 me shahar se bahar jana padega.",shekhar hansa.

"fir thik hai.",darshan bhi hansta hua uska saman uthane laga.

usi waqt reema apne kamre se nikal hall me pahunchi to shekhar ko dekh thithak gayi,"namaste.'

"aao beti,yehi shekhar bhaiyya hain,malik ke bade ladke...aur ye reema beti hai,bhaiyya.malkin ki nayi nurse.",darshan saman lekar uske kamre ko chala gaya.shekhar ne sawaliya nigaho se reema ko dekha.

"kaisi ho,reema?"

"thik hu."

"hmm.pitaji kamre me hain?"

"ji."

shekhar unse milne unke kamre ki or chal diya.thodi der baad reema sumitra ji ki dawa le unke kamre me ja rahi thi ki darwaze ke bahar baap-bete ki baatchit sun uske kadam wahi ke wahi ruk gaye.dono uske bare me baat kar rahe the.

"..to vo yah bas 1 nurse ki haisiyat se hai & main chahta hu ki tum bhi use vahi samjho...",virendra ji ki bhari,gambhir aavaz sunai di.

"aap & aapki baaten chhupane ki aadat!",uski hansi me apne pita ke liye apman tha.

"shekhar!"

"mujhe to lagta hai ki bechara ravi bhi aapki kisi chhupai hui baat ka hi to shikar nahi ho gaya."

"kya bakwas kar rahe ho?!hosh me raho."

"hosh hi me hu.aap chinta na karen,main aapka koi bhi raaz kahi nahi kholunga."

reema tezi se ghum apne kamre me chali gayi.shekhar bhi apne pita ke kamre se nikal apne kamre me chala gaya.

reema ke man me halchal mach gayi...kya uske sasur ka koi raaz tha?kya usi ki wajah se ravi ki maut hui?aakhir aisa kyu kaha shekhar ne?...phir virendra ji ne ravi ke gaban kiye hue 4 lakh rupaye itni aasani se kyu de diye?..unhone ravi ki is harkat ka karan jaanane ki koshish kyu nahi ki?...usne socha tha ki paise dene ke bawjood is mamle ki tehkikat karenge par bangalore se laut ke unhone is bare me kuchh nahi kiya tha.reema soch me pad gayi,use lag raha tha ki bas uthe & apne sasur & jeth ke samne sawalo ki jhadi laga de.par agar vo jawab dene ko taiyyar bhi ho gaye to vo us se sach bolenge is baat ki kya guarantee hai...koi dusra tareeka sochna hoga use.uska dimagh is ke liye tarkeeb dhundhne me laga gaya & vo dawa le apni saas ke paas chali gayi.

-------------------------------------------------------------------------------

"chaliye na,dadda!maa ji ka bhi dil bahal jayega.fir isi colony ke park me to jana hai.",reema darshan se kah rahi thi,"..fir abhi 4 hi to baje hain."

"haa...vaise to malik & bhaiyya & ke pehle ghar nahi aayenge."

"isiliye to keh rahi hu.bas 1/2 ghante me aa jayenge."

"achha chalo."

reema darshan ko sumitra ji ko bagal ke park me sair karane le jane ke liye keh rahi thi.uska maanana tha ki bahar khule me ghum uski saas ko achha lagega,usne unke doctor se phone pe is bare me bhi poochh liya tha.

darshan ki madad se usne unhe wheelchair me bithaya & teeno ghar me tala laga park me chale gaye.jab laute to dekha ki virendra ji ke ghar ke bahar khade hain.darshan ne bhagte hue tala khola & sab andar dakhil hue.virendra ji ne abhi tak 1 lafz bhi nahi bola tha.

sham ko jab darshan bazar gay to virendra ji ne hall me reema se kaha,"maine tumhe pehle bhi kaha hai ki nurse hi raho,bahu banane ki koshish na karo.aakhir kis haisiyat se tum sumitra ko bahar le gayi thi?use kahin kuchh ho jata.main saaf-2 kehe deta hu,apni aikaat mat bhulo.samjhi!apni had..-"

"bahut ho gaya!jab se aayi hu tab se aapka ravaiyya dekh rahi hu.main maa ji ko doctor sahab ki ijazat se bahar le gayi thi...aakhir meri galti kya hai?yehi na ki maine aapke bete se pyar kiya tha.to koi gunah kiya kya?",reema ke sabr ka bandh tut gaya.

"haa,kiya tumne gunah.tum nahi hoti to vo aaj yaha hota ,zinda."

"aap galat kah rahe hain,mr.saxena.yaad kijiye aapka beta aapke paas aya tha aapke sath rene ke liye.par aapki zid ke chalte use jana pada.agar uski maut ka koi zimmedar hai to vo hai aapki zid!main anath hu,jitna main parivar ki ahmiyat samajhti hu,utna koi nahi samajh sakta,maine ravi ko baar-2 aapse sulah karne ko kaha tha par vo bhi aapki tarah ziddi tha.",reema apne dil ka pura gubar nikal dena chahti thi,"..main yaha kewal maa ji ke liye aayi thi.haa ye sach hai ki aap nahi aate to mujhe ravi ki galti ka khamiyaza bhugatna padta..uske liye main aapka shukriya ada karti hu.par mujhe ab is ghar me aur zaleel nahi hona hai.aap maa ji ke liye kisi dusri nurse ka intezam kar lijiye...jab vo aa jayegi to main yaha se chali jaoongi & aapke dil ko bhi chain padega.",reema ka gala bhar aaya & aankhe chhalchhala aayin to vo bhag ke apne kamre me chali gayi & takiye me munh chhupa rone lagi.

us raat usne khana bhi nahi khaya,darshan puchhne aya to usne tabiyat kharab hone ka bahana bana diya.dusre din savere darwaze pe dastak hui to uski aankh khuli,usne darvaza khol to samne virendra ji ko khada paya.

vo andar aa gaye.thodi der tak 1 asahaj si khamoshi kamre me pasri rahi,fir virendra ji ki wazandar aavaz ne use toda,"reema.."

pehli baar usne apne sasur ke munh se apna naam suna.

"hume..hume maaf kar do.kal tumne jo bhi kaha vo bilkul sach tha.agar ravi ki maut ka koi zimmedar hai to vo main hu.agar main zid na karta to shayad vo humare beech is ghar me hota.insan ka dil badi ajeeb cheez hai,reema.galti meri thi par use maanane ke bajay mere dil ne tumhe gunahgaar bana diya & tumse nafrat karne laga."

vo apni bahu ke samne khade ho gaye."agar kar sakti ho to mujhe maaf kar dena,reema.maine tumhare sath bahut zyadti ki hai.hath jod kar tumse 1 guzarish karta hu,tum hume chhod kar mat jao.jabse tum aayi ho,sumitra ke chehre pe 1 sukun dikhta hai jo pehle kabhi nahi dikha.ghar me jaise...jaise fir se thodi si hi sahi raunak jaisi aa gayi hai."

apne sasur ko hath jode us se vinti karte dekh use apne upar sharm aa gayi,kal sham shayad vo kuchh zyada bol gayi,"pita ji,ye aap kya kar rahe hain!",usne unke jude haatho ko pakad liya,"mafi to mujhe maangni chahiye kal sham maine bhi bahut talkhi se baat ki."

"par uska zimmedar bhi to mai hi tha na."

"aap bade hain,aapka haq hai pita ji."

"ohh,reema.kitna galat samjha maine tumhe.",unhone ne use apne gale se laga liya.virendra ji 6'2" kad ke lambe chaude shakhs tha.unhone to jazbati ho use gale lagaya tha par unke chaude seene me munh chhupate hue reema ke badan me sansani daud gai.use jaise vaha bahut suraksha ka ehsas hua,dil kiya ki bas aise hi humesha khadi rahe.par fir use apne upar sharm aayi,apne sasur ke bare me vo ye kaisi baaten soch rahi thi!

virendra ji ne use apne se alag kiya,"hum aaj hi sabko bata denge ki tum asal me ravi ki patni ho."

"nahi.aisa mat kijiye."

"par kyu?"

"log baaten karenge,pitaji ki aakhir itne dino tak aapne sabse mujhe nurse ke roop me kyu milwaya?khamakha humare parivar ke bare me ulti-seedhi baaten sunane ko milengi."

"par reema..-"

"please,pitaji.meri baat maan lijiye & jaise chal raha hai chalne dijiye.aage bhagwan hume koi rasta zarur dikhayenge."

"thik hai.tum kahti ho to maan leta hu.par meri 1 baat tumhe bhi maanani padegi."

"boliye na."

"tum ab humse door jane ki baat dil me bhi nahi sochogi & roz khane me kuchh na kuchh banaogi."

reema ke hotho pe muskan fail gayi,"thik hai.",virendra ji bhi hans ke chale gaye.aaj pehli baar usne unhe hanste dekha tha,laga jaise koi dusra insan hi unki jagah aa gaya.

us din se to ghar ka mahaul hi badal gaya.reema ne bhi apne sasur ka 1 naya roop dekha.vo uska bahut khayal rakhne lage the.vo bhi apni saas ke sath-2 unka dhyan rakhne lagi thi.ab to sham ko daftar se laut kar vo bas us se hi baaten karte rehte the.jaha har waqt sannat pasra rahta tha vaha ab hansi ki aavazaen sunai dene lagi thi.par reema ke man ke 1 kone me ravi ki maut ki gutthi suljhane ki baat bhi thi.vo bas sahi mauka talash rahi thi,apne sasur se is bare me baat karne ka.

1 baat aur bhi use khatak rahi thi.uske sasur utne bure nahi the jitna usne pehle socha tha.darshan to unki badayi karte nahi thakta tha.bazar-mohalle me bhi sanke munh se vo unke liye bas tareef hi sunti,fir aakhir shekhar unse kyu ukhra-2 rehta tha?

shekhar use 1 suljha hua insan laga tha par pane pita se kyu uski banti nahi thi,ye baat uski samajh me nahi aa rahi thi.

-------------------------------------------------------------------------------

us roz vo apni saas ko dawa pila rahi thi,parda khula hua tha & room ke dusre hisse me virendra ji uski taraf munh kar aaram kursi pe baithe koi kitab padh rahe the.saas ko dawa pilane ke baad unka bistar thik karte waqt uska pallu uske seene se sarak gaya to usne bhi beparwahi se use neeche apni saas ke bagal me bistar pe rakh diya.ab uska blouse-jisme se uski chhatiyon ka 1 bada hissa jhank aa raha tha & uska gora,sapat pet jiske beechobeech uski gehri nabhi pe vo sone ka ring chamak raha tha-saaf dikh raha tha.

kaam karte hue usne dekha ki uske sasur kitab ki ot se use dekh rahe hain to use apni halat ka dhyan aaya.sharm se uske gaal laal ho gaye,usne dheere se apna pallu utha apne seene pe rakh liya.kaam khatm kar vo bina unki taraf dekhe kamre se bahar nikal aayi.

us din usne gaur kiya ki uske sasur jab bhi mauka milta uski nazar bacha ke uske badan ko nazar bhar dekh rahe hain.use sharm bhi aayi par dil ke kisi kone me achha bhi laga-aakhir is duniya ki aisi kaun si ladki hai jo apne husn ki tareef,khamosh tareef hi sahi,nahi pasand karti.

raat ke khane ke baad kaam khatm kar vo chhat pe tahalne chali gayi,aksar vo aisa karti thi.is waqt chalne wali thandi hawa use bahut achhi lagti thi.par us din chhat pe vo akeli nahi thi.vaha shekhar bhi khada cigarette pi raha tha.

"sorry,mujhe pata nahi tha ki aap bhi yaha hain."

"koi baat nahi,reema.main to bas iske liye aaya tha.",usne cigarette fenk apne joote se tote ko masal diya.

thodi der ki khamoshi ke baad shekhar bola,"reema...main pita ji ke ravaiyye ke liye tumse mafi maangta hu."

"ji,kaisa ravaiyya?"

"vahi jo vo tumhe bahu nahi kewal nurse maante hain."

"oh..vo.",reema to apne sasur ki mafi ke baad ye baat to bhul hi gayi thi.

"aap mafi maang ke mujhe sharminda na kare,bhaiyya.vaise sab kuchh thik hi chal raha hai."

"phir bhi.pita ji ye thik nahi kar rahe hain."

"chhodiye na.aap meena bhabhi ko kyu nahi laye?isi bahane unse bhi mil leti.ravi unki bahut tareef karta tha."

"tumhe nahi pata."

"kya?"

"meena & mera talaq ho chuka hai?"

"kya?i..i'm sorry."

"please don't be.i'm not."

reema ke liye 1 chaunkane wali khabar thi.vo apne khayalo me dubi thi ki usne dekha ki uska pallu uski choochiyo ke beech aa gaya hai & uski daayi chuchi ki blouse me kasai golai & thoda sa cleavage saaf dikh raha hai & uske jeth ki nazre is nazare ka pura lutf utha rahi hain.

"achha,main chalti hu.neend aa rahi hai,good night,bhaiya!"

"good night reema."

-------------------------------------------------------------------------------

raat ko reema kapde badalte waqt apne sasur & jeth ki nigaho ki gustakhi yaad kar rahi thi.uski chut me fir se vahi purani halchal hone lagi.usne apne kapde utar diye & nangi bistar pe let gayi.uske sasur ne to uski blouse me band chhatiyo ki poori golai dekhi thi & uska pet bhi...hai raam!unhone ise bhi dekh liya.usne apni navel ring se khelte hue socha to use sharm bhi aayi & hansi bhi & hath apneaap sarak ke chut pe chala gaya.

vo palang pe pet ke bal let apni chhatiya bistar pe ragadti hui apne chut ke dane ko ragadne lagi & tabhi jaise uske dimagh me roshni si kondhi.apne sawalo ka sahi jawab pane ka tareeka use mil gaya tha-uska badan.

mard ki sabse badi kamzori hai aurat ka jism & apne isi jism ka istemal vo apne sasur & jeth se apne man ki uljhano ko dur karne ke liye karegi.vo sochenge ki vo unka khilona hai par haqeeqat me vo unke sath khelegi & ravi ki maut & uske paise gaban karne ka raaz jaanegi.

"ooohhhhh.....aaaa...hhhhh.....!",arse baad use fir se apne aurat hone ka ehsas hua tha.aah bharti hui vo jhad gayi par is baar ravi nahi,pata nahi kyu & kaise,pani chhodte waqt uske zehan me yehi khayal aaya ki uske sath-2 uske sasur uski chut me jhad rahe hain.

No comments:

Post a Comment